Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMere Apne (1971)
HomeMere Apne (1971)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


haal chaal thik thaak hai sab kuchh thik thaak hai ba kiya hai ma kiya lagta hai woh bhi awaye kiya kaam nahin hai warna yahaan aap ki dua se sab thik thaak hai haal chaal thik thaak hai sab kuchh thik thaak hai hai hai hai aaboo hawaa desh ki bahut saaf hai kaayda hai kanoon hai insaaf hai allah miyan jaane koi jiye ya mare aadmi ko khoon woon sab maaf hai aaboo hawaa desh ki bahut saaf hai kaayda hai kanoon hai insaaf hai allah miyan jaane koi jiye ya mare aadmi ko khoon woon sab maaf hai aur kya kahoon chhoti moti chori rishwatkhori deti hai apna guzaara yahaan aap ki dua se baaki thik thaak hai haal chaal thik thaak hai sab kuchh thik thaak hai hai hai hai aaa aaaa aaa aaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaa gol mol roti ka pahiyaa chala peechhe peechhe chandi ka rupaiya chala roti ko bechari ko cheel le gayi chandi leke munh kaala kaua chala gol mol roti ka pahiyaa chala peechhe peechhe chandi ka rupaiya chala roti ko bechari ko cheel le gayi chandi leke munh kaala kaua
koi hota jis ko apna hum apna keh lete yaaro paas nahin to door hi hota lekin koi mera apna koi hota jis ko apna hum apna keh lete yaaro paas nahin to door hi hota lekin koi mera apna aankhon mein neend na hoti aansoon hi tairate rehte khaabon mein jaagte hum raat bhar aankhon mein neend na hoti aansoon hi tairate rehte khaabon mein jaagte hum raat bhar koi to ghum apnaata koi to saathi hota koi hota jis ko apna hum apna keh lete yaaro paas nahin to door hi hota lekin koi mera apna bhoola hua koi waada beetee huyi kuchh yaaden tanahaee doharaati hai raat bhar koi dilaasa hota koi to apna hota koi hota jis ko apna hum apna keh lete yaaro paas nahin to door hi hota lekin koi mera apna
roz akeli aaye roz akeli jaaye roz akeli aaye roz akeli jaaye chand katora liye bhikaran raat roz akeli aaye roz bichari jaaye motiyon jaise taare aanchal mein hain saare motiyon jaise taare aanchal mein hain saare haaye re phir kya maange bhikaran raat roz akeli aaye roz akeli jaaye chand katora liye bhikaran raat roz akeli aaye roz bichari jaaye jogan jaisi laage naa soye na jaage jogan jaisi laage naa soye na jaage gali gali mein jaaye bhikaran raat roz akeli aaye roz akeli jaaye chand katora liye bhikaran raat roz akeli aaye roz bichari jaaye roz lagaaye phera hai koi nanha savera roz lagaaye phera hai koi nanha savera god mein bhar do aayi bhikaran raat roz akeli aaye roz akeli jaaye chand katora liye bhikaran raat roz akeli aaye roz bichari jaaye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Haal Chaal Thik Thaak Mere Apne (1971) 03:27 13715
 
Poster of Mere Apne (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Salil Chowdhury
Duration : 03:27   Song Number : 13715   

Koi Hota Jis Ko Apna Mere Apne (1971) 03:30 20790
 
Poster of Mere Apne (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vinod Khanna
Duration : 03:30   Song Number : 20790   

Roz Akeli Aaye Mere Apne (1971) 04:44 12390
 
Poster of Mere Apne (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Vinod Khanna
Duration : 04:44   Song Number : 12390